to is surat men juma ki namaz parni chahye ya nahi.īismehi taala, jume ki namaz wajibe takhyiri he. Mera sawal ye he ke namaz e juma farz he ya mustahab agar farz he to mustahab ki niyat se kewn parte hen agar mustahab ki niyat se parte hen to imam ke farman ki nafi karte hen. is se murad yeh he ke jume ke din mukallaf ko ikhteyar he ke agar namaze juma ki sharayet mawjud ho to jume ki namaz padhe ya zohar ki namaz lehaza agar insan jume ki namaz padhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karati he (yaani phir zohar ki namaz padhna zaroori nahi he) (tawzihul masail, Aqai Sistan d.b. namaze juma k mutalliq Aytullah Seestani farmate hain: jume ki namaz wajibe takhyiri he.
and I have never seen Hazrat Sistani or Hazrat Khamanie k wo Juma ki namaz parhye ho.īismehi taala, masoomeen alhemus salam ki janib se ham par kya zimmedari ayed hui he is ka tayyun sab se ziyad ilam rakhne wala jameush shrayet mujtheed hi kar sakate he, aur wo ham se yaqeenan seerate masoomeen alhemus salam se ziyada waqif he, jahan taq marajeen ki namaze juma ka talluq he to aap iran k televisions par Aytullah Khamenei ki namaze juma ko mushaheda kar sakte he.
Hazrat Zain-ul-Abideen(a.s) nay namaz-e-juma parhne walay ko malamat ki hai. 1:Ba-Jamat parha jana.2:Namaz say pehlay 2 Khutbay parhna.3:ye kay Juma ki 2 namazoon kay darmiyaan 1 Farsakh say kam Fasla na ho (yani jin 2 jaghoon par Juma ki Namaz Qaim ho unkay Darmiyan 1 Farsakh yani 5.5 KM (Sarhay Paanch Kilometer) ka fasla maujood ho)Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.123 Masala No.720.
Juma ki Namaz wajib honay ki chand shartain hain.jo mundarja zail hain.1:Waqt ka dakhil hona,jo kay Zawal-e-Aftab hay.aur is ka waqt Awwal-e-Zawal-e-Urfi hay pas jab bhi is say takheer hojaey is ka waqt khatam ho jata hay.aur phir zaroori hay kay zohar ki namaz ada ki jaey.2:Namaz parhnay waloon ki tadad jo kay Imam kay saath 5 afrad hay aur jab tak 5 musalmaan ikathay na hoon Juma ki namaz wajib nahi hoti.3:Imam-e-Juma ka Jamiush-Sharait hona masalan Adalat waghaira.Agar ye sharait poori na hoon to Juma ki namaz wajib nahi hoti.Juma ki Namaz sahih honay ki chand shartain hain jo mundarija zail hain. keya app wo sharaet bata saktey han walikom salam. app ney ik sawal key jawab mey kaha,(key ager joma ki namaz ki tamam saraid mojod hon). 1:Ba-Jamat parha jana.2:Namaz say pehlay 2 Khutbay parhna.3:ye kay Juma ki 2 namazoon kay darmiyaan 1 Farsakh say kam Fasla na ho (yani jin 2 jaghoon par Juma ki Namaz Qaim ho unkay Darmiyan 1 Farsakh yani 5.5 KM (Sarhay Paanch Kilometer) ka fasla maujood ho)Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.123 Masala No.720,I-23.Īsslamo likom. Aok, if a person wants to offer jumma as well as zohar prayers then what will be his niyat for both zohar and jumma prayers?Īgar Namaz-e-Juma apni tamam sharait kay saath ada ki ja chuki hay to zohar ki namaz parhna jaiz nahi hay.Juma ki Namaz wajib honay ki chand shartain hain.jo mundarja zail hain.1:Waqt ka dakhil hona,jo kay Zawal-e-Aftab hay.aur is ka waqt Awwal-e-Zawal-e-Urfi hay pas jab bhi is say takheer hojaey is ka waqt khatam ho jata hay.aur phir zaroori hay kay zohar ki namaz ada ki jaey.2:Namaz parhnay waloon ki tadad jo kay Imam kay saath 5 afrad hay aur jab tak 5 musalmaan ikathay na hoon Juma ki namaz wajib nahi hoti.3:Imam-e-Juma ka Jamiush-Sharait hona masalan Adalat waghaira.Agar ye sharait poori na hoon to Juma ki namaz wajib nahi hoti.Juma ki Namaz sahih honay ki chand shartain hain jo mundarija zail hain.